Surprise Me!

Tujhey Kho Ker Bhe Tujhey Paaon | Urdu Ghazal | Zia Anjum

2014-02-07 10 2,057 Vimeo

Poet : Ahmed Nadeem Qasmi ( احمد ندیم قاسمی ) Voice : Zia Anjum ( ضیاء انجم ) | www.Facebook.com/Xia.Anjum ------------------------------------------ Download Or Listen In Audio:- http://www.mediafire.com/?2irhjg627viv258 Youtube Link:- http://www.youtube.com/watch?v=67VIZrqQoT8 ------------------------------------------ Tujhey Kho Kar Bhi Tujhey Paaon Jahaan Tak Dekhon Husn-E-Yazdaan Se Tujhe Husn-E-Butaan Tak Dekh0n Tu Ne Yoon Dekhaa Hai Jaise Kabhii Dekhaa Hi Na Tha Main To Dil Men Tere Qadmon Ke Nishaan Tak Dekhon Sirf Is Shauq Men Pochi Hain Hazaaron Baatein Main Tera Husn, Tere Husn-E-Bayaan Tak Dekhon Waqt Ne Zehn Men Dhundhlaa Diye Tere Khadd-O-Khaal Yoon To Main Toot’te Taaron Ka Dhuwaan Tak Dekhoon Merey Veraana-e-Jaan Me Teri Yadoon k Tufail Phool Khiltey Nazar Aatey Hein Jahaan Tak Dekhoon Dil Gayaa Tha To Ye Aankhen Bhi Koi Le Jata Main Faqat Ek He Tasveer Kahaan Tak Dekhoon ? Ek Haqiiqat Sahi Firdaus Mein Hooron Kaa Vajood Husn-E-Insaan Se Nimat Loon To Wahaan Tak Dekoon

Buy Now on CodeCanyon